SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaurahe"
Sher MATCHES FOR "chaurahe"
Sher
Zia Zameer
Sher
daanaa.o.n ne kii daanaa.ii muu.nd lii.n aa.nkhe.n
chauraahe par qatl hu.aa paagal ne dekhaa
Zia Zameer
Sher
laash qaatil ne khulii phe.nk dii chauraahe par
dekhne vaalaa ko.ii ghar se na baahar niklaa
Anees Ansari
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
shahr ke chauraahe me.n aa.nkhe.n rakh dii hai.n
bach kar vo is baar kidhar se niklegaa
Zahoor Chohan
Sher
baaqii na dil me.n ko.ii bhii yaa rab havas rahe
chaudah baras ke sin me.n vo laakho.n baras rahe
Ameer Minai
Sher
dar-o-diivaar pe shakle.n sii banaane aa.ii
phir ye baarish mirii tanhaa.ii churaane aa.ii
Kaif Bhopali
Sher
nii.nd kaa us ko nasha ham ko jagaane kii havas
KHvaab me.n aate hu.e nii.nd churaate hu.e ham
Zia Zameer
Sher
chauraaho.n kaa to husn ba.Dhaa shahr ke magar
jo log naamvar the vo patthar ke ho ga.e
Azhar Inayati
Sher
qasam nibaah kii khaa.ii thii umr bhar ke liye
abhii se aa.nkh churaate ho ik nazar ke liye
Hafeez Jaunpuri
Sher
gumaa.n na kyuu.nki karuu.n tujh pe dil churaane kaa
jhukaa ke aa.nkh sabab kyaa hai muskuraane kaa
Mamnoon Nizamuddin
Sher
Sabir Waseem
Sher
yaaro shab-e-firaaq mai.n royaa huu.n is qadar
thaa chauthe aasmaan pe paanii kamar kamar
Unknown
Sher
terii yaado.n ke lamhe bhii bedard the
tujh ko mujh se churaate rahe raat-bhar