SEARCH RESULTS
Showing search results for "check-up"
Sher MATCHES FOR "check-up"
Sher
A. D. Azhar
Sher
Aziz Hamid Madni
Sher
Qabil Ajmeri
Sher
hamaare chaak-e-garebaa.n kaa taar thaa ye kabhii
ye jis pharere ko nikle hai.n aap lahraane
Kamran Nafees
Sher
bahaar chaak-e-girebaa.n me.n Thahr jaatii hai
junuu.n kii mauj ko.ii aastii.n me.n hotii hai
Aziz Hamid Madni
Sher
Ahmad Husain Mail
Sher
chiiKH-o-pukaar me.n to hai.n shaamil tamaam log
kyaa baat hai ye ko.ii bataa bhii nahii.n rahaa
Manzoor Hashmi
Sher
Kaifi Bilgrami
Sher
Insha Allah Khan Insha
Sher
har ek shaaKH thii larzaa.n fazaa me.n chiiKH-o-pukaar
havaa ke haath me.n ik aab-daar KHanjar thaa
Rahi Fidai
Sher
nigah-e-naaz se is chust qabaa ne dekhaa
shauq betaab gul-e-chaak-e-garebaa.n samjhaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Sher
kaisaa chaman ki ham se asiiro.n ko man.a hai
chaak-e-qafas se baaG kii diivaar dekhnaa
Meer Taqi Meer
Sher
Raza Azimabadi
Sher
ab ke junuu.n me.n faasla shaayad na kuchh rahe
daaman ke chaak aur girebaa.n ke chaak me.n
Meer Taqi Meer
Sher
abas hai raaz ko paane kii justujuu kyaa hai
ye chaak-e-dil hai use haajat-e-rafuu kyaa hai
Abdul Ahad Saaz
Sher
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Sher
mujhe to itnii KHabar hai ki musht-e-KHaak thaa mai.n
jo chaak-e-mohlat-e-girya pe raqs kartaa rahaa
Nisar Nasik
Sher
Altaf Hussain Hali
Sher
ma.aluum nahii.n mujh ko ki jaavegaa kidhar ko
yuu.n siina tiraa chaak-e-garebaa.n se nikal kar