SEARCH RESULTS
Showing search results for "chuno"
Sher MATCHES FOR "chuno"
Sher
koshish bhii kar umiid bhii rakh raasta bhii chun
phir is ke baa'd tho.Daa muqaddar talaash kar
Nida Fazli
Sher
Nida Fazli
Sher
Sahir Ludhianvi
Sher
roz diivaar me.n chun detaa huu.n mai.n apnii anaa
roz vo to.D ke diivaar nikal aatii hai
Khurshid Talab
Sher
Anwar Mirzapuri
Sher
Bashir Badr
Sher
Ameer Khusrau
Sher
Ameer Khusrau
Sher
Diary me.n saare achchhe sher chun kar likh liye
ek la.Dkii ne miraa diivaan KHaalii kar diyaa
Aitbar Sajid
Sher
vo mere paa.nv ko chhuune jhukaa thaa jis lamhe
jo maa.ngtaa use detii amiir aisii thii
Parveen Shakir
Sher
ham ko us shahr me.n taamiir kaa saudaa hai jahaa.n
log memaar ko chun dete hai.n diivaar ke saath
Ahmad Faraz
Sher
ham sab kii jo du.aa thii use sun liyaa gayaa
phuulo.n kii tarah aap ko bhii chun liyaa gayaa
Munawwar Rana
Sher
ishq jaise kahii.n chhuune se bhii lag jaataa ho
kaun baiThegaa bhalaa aap ke biimaar ke saath
Aatif Waheed Yasir
Sher
Zafar Kaleem
Sher
log chun le.n jis kii tahriire.n havaalo.n ke liye
zindagii kii vo kitaab-e-mo'tabar ho jaa.iye
Abul Mujahid Zahid
Sher
aarzuu.o.n ne ka.ii phuul chune the lekin
zindagii KHaar-badaamaa.n hai ise kyaa kahiye
Shahzad Ahmad
Sher
Bashir Badr
Sher
chune the phuul muqaddar se ban ga.e kaa.nTe
bahaar haa.e hamaare liye bahaar nahii.n