SEARCH RESULTS
Showing search results for "circle"
Sher MATCHES FOR "circle"
Sher
ishq hu.aa jab un ko pa.Dhte dekhaa thaa
'miir' kii Gazle.n dariyaa-ganj ke circle par
Gautam Rajrishi
Sher
kisii galii me.n kiraa.e pe ghar liyaa us ne
phir us galii me.n gharo.n ke kiraa.e ba.Dhne lage
Umair Najmi
Sher
hai par-e-sarhad-e-idraak se apnaa masjuud
qible ko ahl-e-nazar qibla-numaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Sher
vo chaahtaa hai mahiina kaTe na jaldii se
kiraa.e-daar ke dukh bhii ajiib hote hai.n
Fakhr Abbas
Sher
vo qulqul-e-miinaa me.n charche mirii tauba ke
aur shiisha-o-saaGar kii mai-KHaane me.n sargoshii
Bedam Shah Warsi
Sher
tamaam jism kii parte.n judaa judaa karke
jiye chale ga.e qisto.n me.n log mar mar ke
Fiza Kausari
Sher
Latif Shah Shahid
Sher
fariyaad ai tasavvur-e-abruu-e-dil-fareb
qible kii samt bhuul gayaa huu.n namaaz me.n
Jaleel Manikpuri
Sher
ye bhii achchhaa hai ki sahraa me.n banaayaa hai makaa.n
ab kiraa.e pe yahaa.n saaya-e-diivaar chalaa
Athar Shah Khan Jaidi
Sher
tire suKHan me.n ai naaseh nahii.n hai kaifiyyat
zabaan-e-qulqul-e-miinaa sii.n sun kalaam-e-sharaab
Siraj Aurangabadi
Sher
vaar pusht par karke kyaa milaa tumhe.n aaKHir
ek pal me.n kho baiThe e'tibaar jitnaa thaa
adil zaidi
Sher
qulqul-e-miinaa sadaa naaquus kii shor-e-azaa.n
ThanDe ThanDe diidanii hai garmii-e-baazaar-e-sub.h
Riyaz Khairabadi
Sher
qaafila jaataa hai saaGar kii taraf rindo.n kaa
hai magar qulqul-e-miinaa jaras-e-jaam-e-sharaab
Sakhi Lakhnvi
Sher
chillaa rahaa huu.n qulqul-e-miinaa-e-mai kii shakl
de jaam ke labo.n se mujhe saaqiyaa javaab
Imdad Ali Bahr
Sher
naam meraa yaad karke chuskiyo.n ke biich me.n
kyaa hu.ii hai chaa.e ke cup me.n tire halchal kabhii
Sandeep Thakur
Sher
lagtii hai ab to qulqul-e-miinaa se dil ko Thes
vo din ga.e kaliim ki ye shiisha sang thaa