SEARCH RESULTS
Showing search results for "daav-pech"
Sher MATCHES FOR "daav-pech"
Sher
pech-dar-pech hu.ii jaatii hai duniyaa ham par
jaane kyo.n is pe ham aasaan hu.e jaate hai.n
Asif Bilal
Sher
vo ayaadat ko na aayaa kare.n mai.n dar guzraa
haal-e-dil puuchh ke aur aag lagaa jaate hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
zindagii puuchh na baiThe tire baare me.n kahii.n
terii tasviir banaate hu.e Dar lagtaa hai
Shahzan Khan Shahzan
Sher
gale lagaa ke mujhe puuchh mas.ala kyaa hai
mai.n Dar rahaa huu.n tujhe haal-e-dil sunaane se