SEARCH RESULTS
Showing search results for "dargah-e-be-niyaaz-e-ishq"
Sher MATCHES FOR "dargah-e-be-niyaaz-e-ishq"
Sher
arz-e-niyaaz-e-ishq ke qaabil nahii.n rahaa
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
Asghar Gondvi
Sher
thaa jis pe naaz kabhii ab vo aarzuu na rahii
niyaaz-e-'ishq kii pahlii sii aabruu na rahii
A. D. Azhar
Sher
Akhtar Shirani
Sher
mohabbat KHud mohabbat kaa sila hai 'aarfii' lekin
ko.ii aasaan hai kyaa be-niyaaz-e-mudda.aa honaa
Abdul Hai Aarfi
Sher
vafuur-e-be-KHudii-e-ishq ke rumuuz na puuchh
ka.ii dafa to tiraa naam bhii na yaad aayaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
kushaada dast-e-karam jab vo be-niyaaz kare
niyaaz-mand na kyuu.n aajizii pe naaz kare
Allama Iqbal
Sher
na gird-o-pesh se is darja be-niyaaz guzar
jo be-KHabar se hai.n sab kii KHabar bhii rakhte hai.n
Dil Ayubi
Sher
sham.a ke maanind ahl-e-anjuman se be-niyaaz
aksar apnii aag me.n chup chaap jal jaate hai.n log
Himayat Ali Shayar
Sher
be-KHudii ne kar diyaa jazbaat-e-dil se be-niyaaz
ab tiraa milnaa na milnaa sab baraabar ho gayaa
Naz Vai
Sher
Mohammad Saeed Razmi
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
taaziir-e-jurm-e-ishq hai be-sarfa mohtasib
ba.Dhtaa hai aur zauq-e-gunah yaa.n sazaa ke ba.ad
Altaf Hussain Hali
Sher
'ishq ab bhii hai vahii mahram-e-be-gaana-numaa
husn yuu.n laakh chhupe laakh numaayaa.n ho jaa.e