SEARCH RESULTS
Showing search results for "deen e ilahi aur us"
Sher MATCHES FOR "deen e ilahi aur us"
Sher
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
fazaa hai tiira o taariik aur us kaa KHayaal
na jaane kaun sii duniyaa me.n jaa ke soyaa hai
Arshad Siddiqui
Sher
Ibn۔e۔Insha
Sher
Miraash
Sher
aur is se pahle ki saabit ho jurm-e-KHaamoshii
ham apnii raa.e kaa iz.haar karnaa chaahte hai.n
Saleem Kausar
Sher
mausam-e-holii hai din aa.e hai.n rang aur raag ke
ham se tum kuchh maa.ngne aa.o bahaane phaag ke
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ilaahii ek Gam-e-rozgaar kyaa kam thaa
ki ishq bhej diyaa jaan-e-mubtalaa ke liye
Hafeez Jalandhari
Sher
yaa ilaahii is dil-e-betaab kii ta.amiir me.n
kis ne patthar rakh diyaa thaa ishq kii buniyaad kaa
Ashique Akbarabadi
Sher
KHushbuu giraft-e-aks me.n laayaa aur us ke baad
mai.n dekhtaa rahaa tirii tasviir thak ga.ii
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
apne liye tajviiz kii shamshiir-e-barhana
aur us ke liye shaaKH se ik phuul utaaraa
Sarvat Husain
Sher
sardii bhii KHatm ho ga.ii barsaat bhii ga.ii
aur is ke saath garmi-e-jazbaat bhii ga.ii
Shuja Khaavar
Sher
KHud apne Gam hii se kii pahle dostii ham ne
aur us ke baa'd Gam-e-dostaa.n ko pahchaanaa
Wazir Agha
Sher
aaj diivaane kaa zauq-e-diid puuraa ho gayaa
tujh ko dekhaa aur us ke baa'd andhaa ho gayaa
Sardar Saleem
Sher
bachaa ke laa.e.n kisii bhii yatiim bachche ko
aur us ke haath se taKHliiq-e-kaa.inaat kare.n
Farhat Ehsas
Sher
zaraa saa shor-e-baGaavat uThaa aur us ke ba.ad
vaziir taKHt pe baiThe the aur jail me.n ham