SEARCH RESULTS
Showing search results for "duulhaa"
Sher MATCHES FOR "duulhaa"
Sher
maut ke saath hu.ii hai mirii shaadii so 'zafar'
umr ke aaKHirii lamhaat me.n duulhaa hu.aa mai.n
Zafar Iqbal
Sher
Iqbal Sajid
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
kamaal-e-zabt ko KHud bhii to aazmaa.uu.ngii
mai.n apne haath se us kii dulhan sajaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Sher
ye kam hai kyaa ki mire paas baiThaa rahtaa hai
vo jab talak mire dil ko dukhaa nahii.n jaataa
Zeb Ghauri
Sher
shikasta-haal saa be-aasraa saa lagtaa hai
ye shahr dil se ziyaada dukhaa saa lagtaa hai
Obaidullah Aleem
Sher
kyuu.n aaj us kaa zikr mujhe KHush na kar sakaa
kyuu.n aaj us kaa naam miraa dil dukhaa gayaa
Shahryar
Sher
din kaTaa fariyaad se aur raat zaarii se kaTii
umr kaTne ko kaTii par kitnii KHvaarii se kaTii
Dulhan Begum
Sher
vaaqif nahii.n ki paa.nv me.n pa.Dtii hai.n be.Diyaa.n
duulhe ko ye KHushii hai ki merii baraat hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
dulhan kii meh.ndii jaisii hai urdu zabaa.n kii shakl
KHushbuu bikhertaa hai ibaarat kaa harf harf
Sandeep Gupte
Sher
vo ab bhii dil dukhaa detaa hai meraa
vo meraa dost hai dushman nahii.n hai
Abhishek Kumar Amber
Sher
bahaa hai phuuT ke aa.nkho.n se aabla dil kaa
tarii kii raah se jaataa hai qaafila dil kaa
Dulhan Begum
Sher
mat karo fikr imaarat kii ko.ii zer-e-falak
KHaana-e-dil jo giraa hai use ta.amiir karo