SEARCH RESULTS
Showing search results for "eleven"
Sher MATCHES FOR "eleven"
Sher
is nazaakat kaa buraa ho vo bhale hai.n to kyaa
haath aave.n to unhe.n haath lagaa.e na bane
Mirza Ghalib
Sher
KHaaro.n se ye kah do ki gul-e-tar se na uljhe.n
siikhe ko.ii andaaz-e-shariifaana hamaaraa
Shad Azimabadi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
mai.n ne bas itnaa hii likhaa i-love-you aur phir
us ne aage kar diyaa thaa gaal internet par
Khalid Irfan
Sher
'aziiz' mu.nh se vo apne naqaab to ulTe.n
kare.nge jabr agar dil pe iKHtiyaar rahaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
KHvaan-e-falak pe ne.amat-e-alvaan hai kahaa.n
KHaalii hai.n mahr-o-maah kii dono rikaabiyaa.n
Taban Abdul Hai
Sher
aap dariyaa kii ravaanii se na uljhe.n hargiz
tah me.n us ke ko.ii girdaab bhii ho saktaa hai