SEARCH RESULTS
Showing search results for "fauj"
Sher MATCHES FOR "fauj"
Sher
akbar dabe nahii.n kisii sultaa.n kii fauj se
lekin shahiid ho ga.e biivii kii nauj se
Akbar Allahabadi
Sher
havaas-o-hosh ko chho.D aap dil gayaa us paas
jab ahl-e-fauj hii mil jaa.e.n kyaa sipaah kare
Meer Mohammadi Bedar
Sher
izzat kaa hai na auj na nekii kii mauj hai
hamla hai apnii qaum pe lafzo.n kii fauj hai
Akbar Allahabadi
Sher
sitam to ye hai ki fauj-e-sitam me.n bhii 'anjum'
bas apne log hii dekhuu.n jidhar nigaah karuu.n
Anjum Khaleeq
Sher
dil le ke palke.n phir ga.ii.n zulfo.n kii aa.D me.n
ulTe phirii ye fauj sar-e-shaam luuT ke
Muneer Shikohabadi
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
yuu.n qatre mire KHuun ke us teG se guzre
juu.n fauj kaa pul par se ho dushvaar utaaraa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
Saleem Sarfaraz
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Nazir Tonki
Sher
maatam me.n faut-e-umr ke rotaa huu.n raat din
duniyaa me.n mujh saa kam hai ko.ii sogvaar shaKHs
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
sukuut ba.Dhne lagaa hai sadaa zaruurii hai
ki jaise habs me.n taaza havaa zaruurii hai
Saleem Fauz
Sher
tumhaarii saalgirah par yahii du'aa hai tumhe.n
falak pe jitne sitaare ho.n utnii KHushiyaa.n mile.n
Saleem Fauz
Sher
nafs-e-matlab hii miraa faut hu.aa jaataa hai
jaan-e-jaanaa.n ye munaasib nahii.n ghabraa denaa