SEARCH RESULTS
Showing search results for "fehrist-e-maujuudaat"
Sher MATCHES FOR "fehrist-e-maujuudaat"
Sher
gar sukuu.n chaahiye is lamha-e-maujuud me.n bhii
aa.o is lamha-e-maujuud se baahar nikle.n
Wasi Shah
Sher
tartiib de rahaa thaa mai.n fahrist-e-dushmanaan
yaaro.n ne itnii baat pe KHanjar uThaa liyaa
Fana Nizami Kanpuri
Sher
Gam-e-maujuud Galat aur Gam-e-fardaa baatil
raahat ik KHvaab hai jis kii ko.ii taabiir nahii.n
Sahir Dehlavi
Sher
vo jis ke haath se taqriib-e-dil-numaa.ii thii
abhii vo lamha-e-maujuud me.n nahii.n aayaa
Faheem Shanas Kazmi
Sher
kyaa fikr-e-aab-o-naan ki Gam kah rahaa hai ab
maujuud huu.n ziyaafat-e-dil aur jigar ko mai.n
Ismail Merathi
Sher
be-karaa.n dasht-e-tasavvur me.n bhaTakne ke nuquush
mauj-dar-mauj saraabo.n se ubharte ho.nge
Riasath Ali Asrar
Sher
kyuu.n girafta-dil nazar aatii hai ai shaam-e-firaaq
ham jo tere naaz uThaane ke liye maujuud hai.n
Sarvat Husain
Sher
Munawwar Rana
Sher
ham aise log jo aa.inda o guzishta hai.n
hamaare ahd ko maujuud se tahii kiyaa jaa.e
Hammad Niyazi
Sher
phir vahii saudaa vahii vahshat vahii tarz-e-juun.un
hai.n nishaa.n maujuud saare ishq kii taasiir ke
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Sher
Khawer Eijaz
Sher
dil KHush jo nahii.n rahtaa to is kaa bhii sabab hai
maujuud ko.ii vaj.h-e-masarrat nahii.n hotii
Akram Mahmud
Sher
maujuud the abhii abhii ruu-posh ho ga.e
a mast-e-naaz tum to mere hosh ho ga.e
Jaleel Manikpuri
Sher
har tarah ham dil-e-naa-fahm ko samjhaa le.nge
daaG maujuud hai.n phuulo.n ko KHizaa.n hone do