SEARCH RESULTS
Showing search results for "gho.ngo.n"
Sher MATCHES FOR "gho.ngo.n"
Sher
is tarah mere gunaaho.n ko vo dho detii hai
maa.n bahut Gusse me.n hotii hai to ro detii hai
Munawwar Rana
Sher
Chakbast Braj Narayan
Sher
dekhaa to sab ke sar pe gunaaho.n kaa bojh thaa
KHush the tamaam nekiyaa.n dariyaa me.n Daal kar
Mohammad Alvi
Sher
gunaaho.n se hame.n raGbat na thii magar yaa rab
tirii nigaah-e-karam ko bhii mu.nh dikhaanaa thaa
Naresh Kumar Shad
Sher
jo dil-nashii.n ho kisii ke to is kaa kyaa kahnaa
jagah nasiib se miltii hai dil ke gosho.n me.n
Mubarak Azimabadi
Sher
Arzoo Lakhnavi
Sher
phuul to do din bahaar-e-jaa.n-fazaa dikhlaa ga.e
hasrat un Guncho.n pe hai jo bin khile murjhaa ga.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
naa-karda gunaaho.n kii bhii hasrat kii mile daad
yaa rab agar in karda gunaaho.n kii sazaa hai
Mirza Ghalib
Sher
mil rahii hai mujhe naa-karda gunaaho.n kii sazaa
mere maalik mire sajde mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Sher
Guncho.n ke muskuraane pe kahte hai.n ha.ns ke phuul
apnaa karo KHayaal hamaarii to kaT ga.ii
Shad Azimabadi
Sher
Afzaal Naveed
Sher
Seemab Akbarabadi
Sher
maGfirat kii nazar aatii hai bas itnii suurat
ham gunaaho.n se pashemaan rahaa karte hai.n
Muzaffar Ali Aseer
Sher
baiThe baiThe mujhe aayaa hai gunaaho.n kaa KHayaal
shaayad tirii rahmat ne mujhe yaad kiyaa hai
Unknown
Sher
mai.n ne lagaayaa apne gunaaho.n kaa jab hisaab
mujh ko phir apne aap se nafrat sii ho ga.ii