SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghor-a.ndhero.n"
Sher MATCHES FOR "ghor-a.ndhero.n"
Sher
Syed Sarosh Asif
Sher
aKHlaaq o sharaafat kaa a.ndheraa hai vo ghar me.n
jalte nahii.n ma.asuum gunaaho.n ke diye bhii
Fuzail Jafri
Sher
Shamshad shaad
Sher
Zehra Nigaah
Sher
Rahi Masoom Raza
Sher
ba.Dii hii a.ndherii Dagar hai miyaa.n
jahaa.n ham faqiiro.n kaa ghar hai miyaa.n
Saleem Shirazi
Sher
allaah ke ghar der hai andher nahii.n hai
tuu yaas ke mausam me.n bhii ummiid kaa fan siikh
Anjum Khaleeq
Sher
vo chaa.nd jo utraa hai kisii aur ke ghar me.n
mujh ko to a.ndhero.n se rihaa.ii nahii.n degaa
Hasan Nasir
Sher
Munawwar Rana
Sher
a.ndheraa maa.ngne aayaa thaa raushnii kii bhiik
ham apnaa ghar na jalaate to aur kyaa karte
Nazeer Banarasi
Sher
lauT ga.e sab soch ke ghar me.n ko.ii nahii.n hai
aur ye ham ki a.ndheraa kar ke baiTh ga.e hai.n
Abdul Hamid
Sher
mai.n ne kahaa thaa mujh ko a.ndhere kaa KHauf hai
us ne ye sun ke aaj miraa ghar jalaa diyaa
Seema Ghazal
Sher
a.ndheraa itnaa hai ab shahr ke muhaafiz ko
har ek raat ko.ii ghar jalaanaa pa.Dtaa hai
Aziz Ahmad Khan Shafaq
Sher
Haidar Ali Aatish
Sher
supurd kar ke use chaa.ndnii ke haatho.n me.n
mai.n apne ghar ke a.ndhero.n ko lauT aa.uu.ngii