SEARCH RESULTS
Showing search results for "girah-kat"
Sher MATCHES FOR "girah-kat"
Sher
din me.n kabhii haatho.n kii safaa.ii se girah kaaT
shab me.n kabhii saamaan churaane ke liye aa
Mohammad Yusuf Papa
Sher
gul se lipTii hu.ii titlii ko giraa kar dekho
aa.ndhiyo tum ne daraKHto.n ko giraayaa hogaa
Kaif Bhopali
Sher
kuchh na ban aa.egii jab luuT machaaegii KHizaa.n
Guncha har-chand girah kas ke zar-e-gul baa.ndhe
Ismail Merathi
Sher
Aabid Adeeb
Sher
yahii dil jis ko shikaayat hai giraa.n-jaanii kii
yahii dil kaar-gah-e-shiisha-giraa.n hotaa hai
Syed Aabid Ali Aabid
Sher
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sher
Nitin Nayab
Sher
Mansoor Aafaque
Sher
kal raat jo ii.ndhan ke liye kaT ke giraa hai
chi.Diyo.n ko bahut pyaar thaa us buu.Dhe shajar se
Parveen Shakir
Sher
phir mu.nh se are kah kar paimaana giraa diije
phir to.Diye dil meraa phir liijiye a.ng.Daa.ii
Manzar Lakhnavi
Sher
dukh na sahne kii sazaa.o.n me.n ghiraa rahtaa hai
shahr kaa shahr du.aa.o.n me.n ghiraa rahtaa hai
Zakariya Shaz
Sher
haif us chaar girah kap.De kii qismat 'Gaalib'
jis kii qismat me.n ho aashiq kaa girebaa.n honaa
Mirza Ghalib
Sher
jal kar giraa huu.n suukhe shajar se u.Daa nahii.n
mai.n ne vahii kiyaa jo taqaazaa vafaa kaa thaa
Akbar Hameedi
Sher
tai kar ke dil kaa ziina vo ik qatra KHuun kaa
palko.n kii chhat tak aayaa to lekin giraa nahii.n
Ibraheem Hosh
Sher
kam milne kaa ehsaas-e-garaa.n lagtaa hai teraa
ab lutf-o-karam bhii tiraa pahle saa nahii.n hai
Masood Tanha
Sher
ajnabii log hai.n mai.n jin me.n ghiraa rahtaa huu.n
aashnaa ko.ii yahaa.n mere fasaane kaa nahii.n
Ahmad Rizwan
Sher
Humaira Rahman
Sher
kuchh ehtiraam bhii kar Gam kii vaz.a-daarii kaa
giraa.n hai arz-e-tamannaa to baar baar na kar