SEARCH RESULTS
Showing search results for "gode.n"
Sher MATCHES FOR "gode.n"
Sher
Fareed Parbati
Sher
Khalid Hasan Qadiri
Sher
baaz aa saahil pe Gote khaane vaale baaz aa
Duub marne kaa maza dariyaa-e-be-saahil me.n hai
Yagana Changezi
Sher
Aziz Bano Darab Wafa
Sher
ishq gore husn kaa aashiq ke dil ko de jalaa
saa.nvlo.n ke aashiqo.n kaa dil hai kaalaa ko.elaa
Wali Uzlat
Sher
dhuup gha.De se le ga.ii saare paanii ko
kavvaa Dhuu.nDhtaa rah gayaa kankar marzii kaa
Shaukat Fahmi
Sher
sab kii nigaah me.n tire godaam aa ga.e
ab apne haatho.n maal kii taqsiim kar na kar
Tanveer Sipra
Sher
sabaq aa ke gor-e-Gariibaa.n se le lo
KHamoshii mudarris hai is anjuman me.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
yakka ulaT ke rah gayaa gho.Daa bha.Dak gayaa
kaalii sa.Dak pe chaa.nd saa chehra chamak gayaa
Mohammad Alvi
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
jamhuuriyat ik tarz-e-hukuumat hai ki jis me.n
gho.Do.n kii tarah bikte hai.n insaan vaGaira
Anwar Masood
Sher
havaa ke gho.De pe rahtaa hai vo savaar mudaam
kisii kaa us ke baraabar faras nahii.n chaltaa
George Puech Shor
Sher
Mirza Zahirddin Azfari
Sher
mat gor-e-Gariibaa.n par gho.De ko kudaa.o yuu.n
kyuu.n apne shahiido.n ke aasaar miTaate ho