SEARCH RESULTS
Showing search results for "grahan"
Sher MATCHES FOR "grahan"
Sher
Obaidullah Aleem
Sher
falsafe saare kitaabo.n me.n ulajh kar rah ga.e
dars-gaaho.n me.n nisaabo.n kii thakan baaqii rahii
Naseer Ahmad Nasir
Sher
Nafas Ambalvi
Sher
Andaleeb Shadani
Sher
jo muqaddar thaa use to roknaa bas me.n na thaa
un kaa kyaa karte jo baate.n naa-gahaanii ho ga.ii.n
Ahmad Mushtaq
Sher
sukuut tark-e-ta.alluq kaa ik garaa.n lamha
banaa gayaa hai sadaa.o.n kaa silsila mujh ko
Ameeq Hanafi
Sher
Khalid Hasan Qadiri
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
Chandrabhan Khayal
Sher
mohabbat zulf kaa aaseb jaaduu hai nigaaho.n kaa
mohabbat fitna-e-mahshar balaa-e-naa-gahaanii hai
Khar Dehlavi
Sher
ham jo shab ko naa-gahaa.n us shoKH ke paale pa.De
dil to jaataa hii rahaa ab jaan ke laale pa.De
Mah Laqa Chanda
Sher
aayaa thaa mere paas vo kuchh der ke liye
suuraj magar gahan me.n bahut der tak rahaa
Zeeshan Sahil
Sher
hu.aa yaqii.n ki zamii.n par hai aaj chaa.nd-gahan
vo maah chehre pe jab Daal kar naqaab aayaa