SEARCH RESULTS
Showing search results for "har-pal"
Sher MATCHES FOR "har-pal"
Sher
Rajesh Reddy
Sher
Azra Naqvi
Sher
Sabir Zafar
Sher
huur par aa.nkh na Daale kabhii shaidaa teraa
sab se begaana hai ai dost shanaasaa teraa
Rind Lakhnavi
Sher
KHuub mushkil hai par aasaan liyaa jaataa hai
kitnaa halke me.n ye insaan liyaa jaataa hai
Tarkash Pradeep
Sher
darkaar tahaffuz hai pa saa.ns bhii lenaa hai
diivaar banaa.o to diivaar me.n dar rakhnaa
Aanis Moin
Sher
Saleem Kausar
Sher
maanaa burii KHabar hai pa terii KHabar to hai
sabr-o-qaraar nazr karuu.n naama-bar ko mai.n
Ismail Merathi
Sher
us pe.D ke har phal me.n miraa haq zaraa rakhnaa
jis nanhe se paude ko shajar mai.n ne kiyaa hai
Abida Karamat
Sher
kaun uTh gayaa hai paas se mere jo 'mus.hafii'
rotaa huu.n zaar zaar pa.Daa aab-diida huu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
kaam kyaa hai pa nahii.n chaahtii himmat hargiz
Gair ke ghar se diyaa kiijiye raushan apnaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
vo mujh ko Dastaa hai par zahr chho.Dtaa hii nahii.n
lihaaz rakhtaa hai kuchh aastii.n me.n palne kaa
Meraj Naqvi
Sher
jab ham-kalaam ham se hotaa hai paan khaa kar
kis rang se kare hai baate.n chabaa chabaa kar
Meer Taqi Meer
Sher
kaun dariyaa-e-mohabbat se utar saktaa hai paar
kashtii-e-farhaad aaKHir koh se Takraa ga.ii