SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikmil"
Sher MATCHES FOR "ikmil"
Sher
umr bhar milne nahii.n detii hai.n ab to ranjishe.n
vaqt ham se ruuTh jaane kii adaa tak le gayaa
Fasih Akmal
Sher
kitaab khol ke dekhuu.n to aa.nkh rotii hai
varaq varaq tiraa chehraa dikhaa.ii detaa hai
Ahmad Aqeel Rubi
Sher
har ishq ke manzar me.n thaa ik hijr kaa manzar
ik vasl kaa manzar kisii manzar me.n nahii.n thaa
Aqeel Abbas Jafri
Sher
bahut sii baate.n zabaa.n se kahii nahii.n jaatii.n
savaal kar ke use dekhnaa zaruurii hai
Fasih Akmal
Sher
ba.Dii hii karbnaak thii vo pahlii raat hijr kii
dobaara dil me.n aisaa dard aaj tak nahii.n hu.aa
aqeel nomani
Sher
baraa.e-naam sahii ko.ii mehrbaan to hai
hamaare sar pe bhii hone ko aasmaan to hai
Aqeel Shadab
Sher
Aamil Darvesh
Sher
kuchh der us ne dekh liyaa chaa.nd kii taraf
kuchh der aaj chaa.nd ko itraanaa chaahiye
aqeel nomani
Sher
ye aur baat ki vo ab yahaa.n nahii.n rahtaa
magar ye us kaa basaayaa hu.aa makaan to hai
Aqeel Shadab
Sher
hamaarii fat.h ke andaaz duniyaa se niraale hai.n
ki parcham kii jagah neze pe apnaa sar nikaltaa hai
Fasih Akmal
Sher
aqeel nomani
Sher
thaa zahr ko ho.nTo.n se lagaanaa hii munaasib
varna ye mirii tishna-labii kam nahii.n hotii
aqeel nomani
Sher
Fasih Akmal
Sher
ab kisii aur kaa tum zikr na karnaa mujh se
varna ik KHvaab jo aa.nkho.n me.n hai mar jaa.egaa