SEARCH RESULTS
Showing search results for "inaam azmi"
Sher MATCHES FOR "inaam azmi"
Sher
mujhe pata hai mohabbat me.n kyaa guzartii hai
so tujh se ishq nahii.n tujh se dostii karuu.ngaa
Inaam azmi
Sher
a.ndhere is liye rahte hai.n saath saath mire
ye jaante hai.n mai.n ik roz raushnii karuu.ngaa
Inaam azmi
Sher
us ne is tarah se badla hai ravayya apnaa
puuchhnaa pa.Dtaa hai har vaqt tumhii.n ho naa dost
Inaam azmi
Sher
log jaise bhii ho.n pairo.n ke tale rakhte hai.n
itnaa aasaa.n nahii.n hotaa hai zamiin honaa dost
Inaam azmi
Sher
Inaam azmi
Sher
jo log guzarte hai.n musalsal rah-e-dil se
din eid kaa un ko ho mubaarak tah-e-dil se
Obaid Azam Azmi
Sher
raaho.n me.n jaan ghar me.n charaaGo.n se shaan hai
diipaavlii se aaj zamiin aasmaan hai
Obaid Azam Azmi
Sher
dekhtaa huu.n tuu nahii.n rahm ke qaabil ko.ii
sochtaa huu.n to hazaaro.n taras aataa hai
Obaid Azam Azmi
Sher
Obaid Azam Azmi
Sher
har taraf ik ja.ng kaa maahaul hai 'aazam' yahaa.n
aadmii ab ghar ke bhii andar salaamat hai kahaa.n
Imam Azam
Sher
mai.n ne kal to.Daa ik aa.iina to mahsuus hu.aa
is me.n poshiida ko.ii chiiz thii jauhar jaisii
Abrar Azmi
Sher
zindagii us ne badal kar mirii rakh dii aisii
na mujhe chain na aaraam hai kyaa arz karuu.n
Barqi Azmi
Sher
aadmii aur dard se naa-aashnaa mumkin nahii.n
aks se KHaalii ho ko.ii aa.iina mumkin nahii.n
Matin Niazi
Sher
aaj phir aa.iina dekhaa hai ka.ii saal ke baad
kahii.n is baar bhii ujlat to nahii.n kii ga.ii hai
Faisal Ajmi
Sher
KHud apnii aadmii ko ba.Dii qaid-e-saKHt hai
pho.D aa.iinaa va to.D sikandar kii sad ke ta.ii.n