SEARCH RESULTS
Showing search results for "iqbal bano"
Sher MATCHES FOR "iqbal bano"
Sher
vahii kaifiyyat-e-chashm-o-dil-o-jaa.n hai 'iqbaal'
na ko.ii rabt banaa aur na rishta TuuTaa
Iqbal Haider
Sher
band aa.nkho.n me.n saaraa tamaasha dekh rahaa thaa
rasta rasta meraa rasta dekh rahaa thaa
Iqbal Khusro Qadri
Sher
Allama Iqbal
Sher
apne man me.n Duub kar paa jaa suraaG-e-zindagii
tuu agar meraa nahii.n bantaa na ban apnaa to ban
Allama Iqbal
Sher
coat aur patluun jab pahnaa to mister ban gayaa
jab ko.ii taqriir kii jalse me.n leader ban gayaa
Akbar Allahabadi
Sher
apne hii saamne diivaar banaa baiThaa huu.n
hai ye anjaam use raste se haTaa dene kaa
Zafar Iqbal
Sher
baguula ban ke samundar me.n KHaak u.Daanaa thaa
ki lahr lahr mujhe tund-KHuu bhii honaa thaa
Iqbal Sajid
Sher
apnaa shahkaar abhii ai mire but-gar na banaa
dil dha.Daktaa hai miraa tuu mujhe patthar na banaa
Mushaf Iqbal Tausifi
Sher
yaad ban ke pahluu me.n mausamo.n ke bistar par
karvaTe.n badaltii hai.n mehrbaaniyaa.n saarii
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Sher
ban.naa thaa to bantaa na farishta na KHudaa mai.n
insaan hii bantaa mirii takmiil to ye thii
Iqbal Kausar
Sher
kabhii KHushbuu kabhii saaya kabhii paikar ban kar
sabhii hijro.n me.n visaalo.n me.n mire paas raho