SEARCH RESULTS
Showing search results for "ism"
Sher MATCHES FOR "ism"
Sher
us kii yaad aa.ii hai saa.nso zaraa aahista chalo
dha.Dkano.n se bhii ibaadat me.n KHalal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Sher
Mirza Ghalib
Sher
is saadgii pe kaun na mar jaa.e ai KHudaa
la.Dte hai.n aur haath me.n talvaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Sher
Haneef akhgar
Sher
ek muddat se tirii yaad bhii aa.ii na hame.n
aur ham bhuul ga.e ho.n tujhe aisaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Sher
Muneer Niyazi
Sher
ya.anii darvaaza bhii ik ism hai jis ko pa.Dh kar
log diivaar ke andar se guzaare jaa.e.n
Haris Bilal
Sher
Zahid Masood
Sher
vird-e-ism-e-zaat kholaa chaahtaa hai ye girah
mere dil par daa.nt hai allaah kii tashdiid kaa
Muneer Shikohabadi
Sher
usii ke nuur se raushan hai.n kahkashaa.e.n bhii
vo ek ism jo merii zabaa.n se jaarii hai
Ahmad Waqas Mahrwi
Sher
ism-e-aazam bhii mire saath safar kartaa hai
merii kashtii me.n jo baiThegaa amaa.n paa.egaa
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
aziiz itnaa hii rakkho ki jii sambhal jaa.e
ab is qadar bhii na chaaho ki dam nikal jaa.e
Obaidullah Aleem
Sher
Mirza Ghalib
Sher
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
use ik KHuub-suurat mo.D de kar chho.Dnaa achchhaa
Sahir Ludhianvi
Sher
apnii anaa kii aaj bhii taskiin ham ne kii
jii bhar ke us ke husn kii tauhiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Sher
Jaleel 'Aali'
Sher
us ke chehre kii chamak ke saamne saada lagaa
aasmaa.n pe chaa.nd puuraa thaa magar aadhaa lagaa