SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaanib-e-dasht-ezar"
Sher MATCHES FOR "jaanib-e-dasht-ezar"
Sher
Izhaar Malihabadi
Sher
Farooq Nazki
Sher
kul kaa.enaat fikr se aazaad ho ga.ii
insaa.n misaal-e-dast-e-tah-e-sa.ng rah gayaa
Zaheer Kashmiri
Sher
dasht-e-shab me.n pataa hii nahii.n chal sakaa
apnii aa.nkhe.n ga.ii.n yaa sitaare ga.e
Azhar Adeeb
Sher
husn ne dast-e-karam khii.nch liyaa hai kyaa KHuub
ab mujhe bhii havas-e-lazzat-e-aazaar nahii.n
Saghar Nizami
Sher
ham hu.e dasht-e-navard phir bhii na dekhaa tujh ko
zindagii itnaa bataa de tuu kahaa.n hotii hai
Asar Akbarabadi
Sher
Syed Kamran Zubair Kami
Sher
kaun uThaa.e ishq ke anjaam kii jaanib nazar
kuchh asar baaqii hai.n ab tak hairat-e-aaGaaz ke
Saba Akbarabadi
Sher
sar qalam kar de sitamgar dast-o-baazuu kaaT de
be-takalluf haq-ba-jaanib baat honii chaahiye
Arman Khan Arman
Sher
Aslam Aazad
Sher
Ranjoor Azimabadi
Sher
Wafa Naqvi
Sher
raqiib dekh sambhal kar ke saamne aanaa
barahna teG hai.n ik dast-e-rozgaar me.n ham
Syed Mohammad Meer Asar
Sher
dast-e-junuu.n ne phaa.D ke phe.nkaa idhar-udhar
daaman abad me.n hai to garebaa.n azal me.n hai