SEARCH RESULTS
Showing search results for "ka.ngnii"
Sher MATCHES FOR "ka.ngnii"
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
mai.n 'zafar' taa-zindagii biktaa rahaa pardes me.n
apnii ghar-vaalii ko ik ka.ngan dilaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Sher
kashtiyaa.n mazbuut sab bah jaa.e.ngii sailaab me.n
kaaGzii ik naav merii zaat kii rah jaa.egii
Khalid Suhail
Sher
naqsh fariyaadii hai kis kii shoKHi-e-tahriir kaa
kaaGzii hai pairahan har paikar-e-tasviir kaa
Mirza Ghalib
Sher
merii kam-go.ii pe jo tanz kiyaa karte hai.n
merii kam-go.ii ke asbaab se naa-vaaqif hai.n
Ahmad Ashfaq
Sher
ye merii kaaGzii kashtii hai aur ye mai.n huu.n
KHabar nahii.n ki samundar kaa faisla kyaa hai
Saud Usmani
Sher
hame.n to sham.a ke dono.n sire jalaane hai.n
Gazal bhii kahnii hai shab ko basar bhii karnaa hai
Arshad Abdul Hamid
Sher
ye zamii.n to hai kisii kaaGzii kashtii jaisii
baiTh jaataa huu.n agar baar na samjhaa jaa.e
Abbas Tabish
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
kal raat jis ko chaa.nd samajhte rahe the ham
kangan uchhal gayaa thaa kisii naazniin kaa