SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaafiraana"
Sher MATCHES FOR "kaafiraana"
Sher
Bahadur Shah Zafar
Sher
ham kaafiro.n ne shauq me.n roza to rakh liyaa
ab hausla ba.Dhaane ko iftaar bhii to ho
Bharat Bhushan Pant
Sher
in buto.n kii hii mohabbat se KHudaa miltaa hai
kaafiro.n ko jo na chaahe vo musalmaan nahii.n
Muztar Khairabadi
Sher
sab ho chuke hai.n us but-e-kaafir-adaa ke saath
rah jaa.e.nge rasuul hii bas ab KHudaa ke saath
Akbar Allahabadi
Sher
Ahmad Husain Mail
Sher
agar chilman ke baahar vo but-e-kaafir-adaa nikle
zabaan-e-shaiKH se salle-alaa salle-alaa nikle
Ranjoor Azimabadi
Sher
mehraab-e-aabruu-e-but-e-kaafir-adaa ko dekh
ka.aba kaa shaiKH baa.ndh ke ehraam rah gayaa