SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaajal"
Sher MATCHES FOR "kaajal"
Sher
Parveen Shakir
Sher
Nasir Kazmi
Sher
paas jab tak vo rahe dard thamaa rahtaa hai
phailtaa jaataa hai phir aa.nkh ke kaajal kii tarah
Parveen Shakir
Sher
us kii aa.ankho.n me.n bhii kaajal phail rahaa hai
mai.n bhii mu.D ke jaate jaate dekh rahaa huu.n
Javed Akhtar
Sher
KHuub is dil pe tirii aa.nkh ne Dore Daale
KHuub kaajal ne tirii aa.nkh me.n Doraa khii.nchaa
Muztar Khairabadi
Sher
be-KHvaabii kab chhup saktii hai kaajal se bhii
jaagne vaalii aa.nkh me.n laalii rah jaatii hai
Azhar Adeeb
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
Meer Mohammadi Bedar
Sher
le gayaa kaajal churaa duzd-e-hinaa
aap kii aa.nkho.n kii bedaarii hai ye
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
muhsino.n kii aa.nkh se kaajal churaa lete hai.n log
sochte kyaa ho nazar rakkhaa karo saamaan par
Allama Talib Jauhari
Sher
aa.nkho.n me.n ek chehra kuchh aise ghul rahaa thaa
kaajal pighal pighal kar tasviir ban ga.ii thii
Tripurari
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Sher
us kii yaad aa.ii hai saa.nso zaraa aahista chalo
dha.Dkano.n se bhii ibaadat me.n KHalal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Sher
hazaaro.n kaam mohabbat me.n hai.n maze ke 'daaG'
jo log kuchh nahii.n karte kamaal karte hai.n