SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaar-e-vafaa"
Sher MATCHES FOR "kaar-e-vafaa"
Sher
mai.n apnaa kaar-e-vafaa aazmaa.uu.ngaa phir bhii
kahaa.n mai.n tere sitam yaad karne vaalaa huu.n
Ain Tabish
Sher
baa.ndh kar ahd-e-vafaa ko.ii gayaa hai mujh se
ai mirii umr-e-ravaa.n aur zaraa aahista
Adeeb Saharanpuri
Sher
ye saazisho.n kaa daur hai ai tishna-lab hayaat
paanii talaash karnaa samundar ko chho.D kar
Wafa Naqvi
Sher
Ibn e Insha
Sher
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Sher
ek din Garq na kar de tujhe ye sail-e-vajuud
dekh ho jaa.e na paanii kahii.n sar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
ham hasiin Gazlo.n se peT bhar nahii.n sakte
daulat-e-suKHan le kar be-faraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Sher
Aziz Bano Darab Wafa
Sher
mai.n shaaKH-e-sabz huu.n mujh ko utaar kaaGaz par
mirii tamaam bahaaro.n ko be-KHizaa.n kar de
Aziz Bano Darab Wafa
Sher
us bevafaa se kar ke vafaa mar-miTaa 'razaa'
ik qissa-e-taviil kaa ye iKHtisaar hai
Aal-e-Raza Raza
Sher
ik lafz yaad thaa mujhe tark-e-vafaa magar
bhuulaa hu.aa huu.n Thokare.n khaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Sher
kuchh to kamii ho roz-e-jazaa ke azaab me.n
ab se piyaa kare.nge milaa kar gulaab me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
Bandar ibn-e-Raqim
Sher
kis tarah kar diyaa dil-e-naazuk ko chuur-chuur
is vaaqi.a kii KHaak hai patthar ko ittilaa.a