SEARCH RESULTS
Showing search results for "kadha.ngaa"
Sher MATCHES FOR "kadha.ngaa"
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
chaahuu.ngaa mai.n tum ko jo mujhe chaahoge tum bhii
hotii hai mohabbat to mohabbat se ziyaada
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
jab vasl kaa aa.egaa tire saath sanam din
us din ko haqiiqat me.n kahuu.ngaa mai.n janam-din
Badr Muneer
Sher
Wali Dakni
Sher
ye hai KHulaasa-e-ilm-e-qalandarii ki hayaat
KHada.ng-e-jasta hai lekin kamaa.n se duur nahii.n
Allama Iqbal
Sher
ye kahuu.ngaa ye kahuu.ngaa ye abhii kahte ho
saamne un ke bhii jab hazrat-e-dil yaad rahe
Ameer Minai
Sher
kamar-e-yaar hai baariikii se Gaa.eb har chand
magar itnaa to kahuu.ngaa ki vo ma.aduum nahii.n
Akbar Allahabadi
Sher
aah ta.aziim ko uThtii hai mire siine se
dil pe jab us kii nigaaho.n ke KHada.ng aate hai.n
Meer Hasan
Sher
vaah mai.n aur na aane ko kahuu.ngaa tauba
mai.n to hairaa.n huu.n ye baat aap ne farmaa.ii kyaa