SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaj"
Sher MATCHES FOR "kaj"
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Allama Iqbal
Sher
sar par havaa-e-zulm chale sau jatan ke saath
apnii kulaah kaj hai usii baa.nkpan ke saath
Majrooh Sultanpuri
Sher
Jameel Malik
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
kaaTe hai.n ham ne yuu.nhii ayyaam zindagii ke
siidhe se siidhe-saade aur kaj se kaj rahe hai.n
Insha Allah Khan Insha
Sher
kuchh to apnii gardane.n kaj hai.n havaa ke zor se
aur kuchh apnii tabii.at me.n asar miTTii kaa hai
Abbas Tabish
Sher
kaj-kulaahii pe na maGruur hu.aa kar itnaa
sar utar aate hai.n shaaho.n ke bhii dastaar ke saath
Saleem Siddiqui
Sher
subuut maa.ng rahe hai.n mirii tabaahii kaa
mujhe tabaah kiyaa jin kii kaj-adaa.ii ne
Sahba Akhtar
Sher
Shah Naseer
Sher
Khwaja Meer Dard
Sher
baraa.e ahl-e-jahaa.n laakh kaj-kulaah the ham
ga.e hariim-e-suKHan me.n to aajizii se ga.e
Irfan Sattar
Sher
hai.n vahii insaa.n uThaate ranj jo hote hii kaj
Te.Dhii ho kar Duubtii hai naav akasr aab me.n
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Sher
gar shaiKH azm-e-manzil-e-haq hai to aa idhar
hai dil kii raah siidhii va ka.abe kii raah kaj