SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalii"
Sher MATCHES FOR "kalii"
Sher
dil kii choTo.n ne kabhii chain se rahne na diyaa
jab chalii sard havaa mai.n ne tujhe yaad kiyaa
Josh Malihabadi
Sher
dil hai ki tirii yaad se KHaalii nahii.n rahtaa
shaayad hii kabhii mai.n ne tujhe yaad kiyaa ho
Zeb Ghauri
Sher
Jafar Ali Hasrat
Sher
Farhat Ehsas
Sher
laa.ii hayaat aa.e qazaa le chalii chale
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
Rajesh Reddy
Sher
aa.ndhii chalii to naqsh-e-kaf-e-paa nahii.n milaa
dil jis se mil gayaa vo dobaaraa nahii.n milaa
Mustafa Zaidi
Sher
dil soz se KHaalii hai nigah paak nahii.n hai
phir is me.n ajab kyaa ki tuu bebaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Sher
Saqi Farooqi
Sher
Sibt Ali Saba
Sher
ko.ii tohmat ho mire naam chalii aatii hai
jaise baazaar me.n har ghar se galii aatii hai
Anjum Khayali
Sher
baat se baat kii gahraa.ii chalii jaatii hai
jhuuT aa jaa.e to sachchaa.ii chalii jaatii hai
Shakeel Azmi
Sher
Akhtar Shirani
Sher
gul ke hone kii tavaqqo.a pe jiye baiThii hai
har kalii jaan ko muTThii me.n liye baiThii hai