SEARCH RESULTS
Showing search results for "kalpaanaa"
Sher MATCHES FOR "kalpaanaa"
Sher
aise rishte kaa bharam rakhnaa ko.ii khel nahii.n
teraa honaa bhii nahii.n aur tiraa kahlaanaa bhii
Waseem Barelvi
Sher
KHud-kushii qatl-e-anaa tark-e-tamannaa bairaag
zindagii tere nazar aane lage hal kitne
Rafia Shabnam Abidi
Sher
haarne vaalo.n ne is ruKH se bhii sochaa hogaa
sar kaTaanaa hai to hathiyaar na Daale jaa.e.n
Jamal Ehsani
Sher
hame.n jab apnaa ta.aaruf karaanaa pa.Dtaa hai
na jaane kitne dukho.n ko dabaanaa pa.Dtaa hai
Farhat Ehsas
Sher
mahruum huu.n mai.n KHidmat-e-ustaad se 'muniir'
kalkatta mujh ko gor se bhii ta.ng ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Sher
Khursheed Akbar
Sher
suu-e-kalkatta jo ham ba-dil-e-diivaana chale
gungunaate hu.e ik shoKH kaa afsaana chale
Akhtar Shirani
Sher
Hamidullah Afsar
Sher
kalkatta se bhii kiijiye haasil ko.ii to ilm
siikhe.nge sehr-e-saamrii ham chashm-e-yaar se
Abdullla Khan Mehr Lakhnavi
Sher
laa-makaa.n hai vaaste un kii maqaam-e-buud-o-baash
go ba-zaahir kahne ko kalkatta aur lahore hai
Shah Aasim
Sher
Muneer Shikohabadi
Sher
'hairat' ke Gam-kade me.n KHushii kaa guzar kahaa.n
aap aa ga.e to raunaq-e-kaashaana ho ga.ii