SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaandaan"
Sher MATCHES FOR "khaandaan"
Sher
hafte me.n hai.n din saat magar saat dino.n me.n
sirf ek hii itvaar hai maaluum nahii.n kyuu.n
Kishan lal Khandaan Dehlvi
Sher
aurat ho tum to tum pe munaasib hai chup raho
ye bol KHaandaan kii izzat pe harf hai
Syeda Arshia Haq
Sher
tujh se mil ke bhii teraa intizaar rahtaa hai
sub.h ruu-e-KHandaa.n se shaam zulf-e-barham tak
Azeem Murtaza
Sher
mai.n KHaandaan kii paabandiyo.n se vaaqif thii
KHudaa kaa shukr hai us shaKHs ne vafaa nahii.n kii
Komal Joya
Sher
mu.nh baa.ndh kar kalii saa na rah mere paas tuu
KHandaa.n ho kar ke gul kii sifat Tuk suKHan me.n aa
Faez Dehlvi
Sher
Imdad Imam Asar
Sher
naala-e-bulbul se Guncho.n ke kaleje phaT ga.e
gulsitaa.n vaale samajhte hai.n ki gul KHandaa.n hu.e
Shahab Lakhnavi
Sher
zamii.n uThegii nahii.n aasmaa.n jhukegaa nahii.n
anaa-parast hai.n dono.n ke KHaandaan bahut
Wafa Naqvi
Sher
Mirza Daood Beg
Sher
KHanjar chale kisii pe ta.Dapte hai.n ham 'amiir'
saare jahaa.n kaa dard hamaare jigar me.n hai
Ameer Minai
Sher
daaman pe ko.ii chhii.nT na KHanjar pe ko.ii daaG
tum qatl karo ho ki karaamaat karo ho
Kaleem Aajiz
Sher
Allama Iqbal
Sher
bulbul ke kaarobaar pe hai.n KHanda-haa-e-gul
kahte hai.n jis ko ishq KHalal hai dimaaG kaa