SEARCH RESULTS
Showing search results for "khuda-e-bartar-o-aalaa"
Sher MATCHES FOR "khuda-e-bartar-o-aalaa"
Sher
zaahid sambhal Guruur KHudaa ko nahii.n pasand
farsh-e-zamii.n pe paa.nv dimaaG aasmaan par
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
kyuu.n ujaa.Daa zaahido but-KHaana-e-aabaad ko
masjide.n kaafii na hotii.n kyaa KHudaa kii yaad ko
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
ham aastaan-e-KHudaa-e-suKHan pe baiThe the
so kuchh saliiqe se ab zindagii tabaah kare.n
Ahmad Ata
Sher
tujhe bhii dekh liyaa ham ne o KHudaa-e-ajal
ki teraa zor chalaa bhii to ahl-e-Gam pe chalaa
Jafar Tahir
Sher
Nazish Partap Gadhi
Sher
mai.n sach to boltaa huu.n magar ai KHudaa-e-harf
tuu jis me.n sochtaa hai mujhe vo zabaan de
Himayat Ali Shayar
Sher
Hari Chand Akhtar
Sher
Makhdoom Mohiuddin
Sher
Firaq Gorakhpuri
Sher
KHudaa ham to shab-e-firaaq se majbuur ho ga.e
is shab ko tuu hii sub.h kar ab ai KHudaa-e-sub.h
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
dayaar-e-miir-taqii-'miir' ko salaam karo
yahaa.n KHudaa-e-suKHan gaah gaah baiThte hai.n