SEARCH RESULTS
Showing search results for "khuruuj-e-aab"
Sher MATCHES FOR "khuruuj-e-aab"
Sher
vahshat-e-dil ke KHariidaar bhii naapaid hu.e
kaun ab ishq ke baazaar me.n kholegaa dukaa.n
Ibn e Insha
Sher
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
tuu KHvaab hii me.n sahii aa ke KHud javaab to de
bujhii bujhii sii mirii aarzuu ko aab to de
A. D. Azhar
Sher
thaa jis pe naaz kabhii ab vo aarzuu na rahii
niyaaz-e-'ishq kii pahlii sii aabruu na rahii
A. D. Azhar
Sher
kuchh to kamii ho roz-e-jazaa ke azaab me.n
ab se piyaa kare.nge milaa kar gulaab me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
mar chukaa mai.n to nahii.n is se mujhe kuchh haasil
barse gir paanii kii jaa aab-e-baqaa mere ba.ad
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
KHuluus-e-niyat-e-rahbar pe munhasir hai 'aziim'
maqaam-e-ishq bahut duur bhii hai paas bhii hai
Azeem Murtaza
Sher
Izhaar Malihabadi
Sher
aaj lab-e-guhar-fishaa.n aap ne vaa nahii.n kiyaa
tazkira-e-KHajista-e-aab-o-havaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Sher
mom ke log ka.Dii dhuup me.n aa baiThe hai.n
aa.o ab un ke pighalne kaa tamaashaa dekhe.n
zafar iqbal zafar
Sher
patthar na phe.nk dekh zaraa ehtiyaat kar
hai sat.h-e-aab par ko.ii chehra banaa hu.aa
Shahzad Ahmad
Sher
ajab karishma dikhaayaa ba-yak qalam us ne
havaa chalaa.ii samundar ko naqsh-e-aab diyaa
Zeb Ghauri
Sher
ajiib shaKHs thaa us ko samajhnaa mushkil hai
kinaar-e-aab kha.Daa thaa magar vo pyaasaa thaa
Khaleel Tanveer
Sher
mizaaj alag sahii ham dono.n kyuu.n alag ho.n ki hai.n
saraab o aab me.n poshiida qurbate.n kyaa kyaa
Fuzail Jafri
Sher
yahii bahut the mujhe naan o aab o sham.a o gul
safar-nazhaad thaa asbaab muKHtasar rakkhaa
Afzal Ahmad Syed
Sher
kanaar-e-aab havaa jab bhii sansanaatii hai
nadii me.n chupke se ik chiiKH Duub jaatii hai
Musavvir Sabzwari
Sher
aziizo aa.o ab ik al-vidaa.ii jashn kar le.n
ki is ke baa'd ik lambaa safar afsos kaa hai
Khurshid Talab
Sher
tuu phuul kii maanind na shabnam kii tarah aa
ab ke kisii be-naam se mausam kii tarah aa