SEARCH RESULTS
Showing search results for "kibriyaa"
Sher MATCHES FOR "kibriyaa"
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
tujh se milne kii tamannaa bhii bahut hai lekin
aane jaane me.n kiraaya bhii bahut lagtaa hai
Rahat Indori
Sher
kisii sayyaad kii pa.D jaa.e na chi.Diyaa pe nazar
aap sarkaa.e.n na mahram se dupaTTaa apnaa
Aagha Akbarabadi
Sher
par tol ke baiThii hai magar u.Dtii nahii.n hai
tasviir se chi.Diyaa ko u.Daa denaa chaahiye
Mohammad Alvi
Sher
badan-saraa.e me.n Thahraa hu.aa musaafir huu.n
chukaa rahaa huu.n kiraaya mai.n chand saa.nso.n kaa
Sarfraz Nawaz
Sher
kiraaya-daar badalnaa to us kaa sheva thaa
nikaal kar vo bahut KHush hu.aa makaa.n se mujhe
Aleem Afsar
Sher
vo ik jagah na kahii.n rah sakaa aur us ke saath
kiraaya-daar the ham bhii makaa.n badalte rahe
Haneef Najmi
Sher
chhalak na jaa.uu.n kahii.n mai.n vujuud se apne
hunar diyaa hai to phir zarf-e-kibriyaa.ii de
Obaidullah Aleem
Sher
bol uThtii kabhii chi.Diyaa jo tirii a.ngiyaa kii
KHush-navaa.ii kii na yuu.n jiit.tii bulbul paalii
Dattatriya Kaifi
Sher
Muneer Shikohabadi
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
band mahram ke vo khulvaate hai.n ham se beshtar
aaj-kal sone kii chi.Diyaa hai hamaare haath me.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
ko.ii to Dhuu.nD ke laa.e ki muntazim hai kahaa.n
lifaafa gar nahii.n detaa na de kiraaya to de