SEARCH RESULTS
Showing search results for "kutte"
Sher MATCHES FOR "kutte"
Sher
Ameeq Hanafi
Sher
aaKHir ko mai.n ne charb-zabaanii se haar kar
ye kah diyaa ki Thiik hai kutte se pyaar kar
Saghar Khayyami
Sher
mai.n ne kahaa ki kutte ke khaane kaa cake hai
bolaa yahii.n pe khaa.oge yaa le ke jaa.oge
Saghar Khayyami
Sher
shiddat-e-Gam se har ik kutte ko tap cha.Dhne lagaa
bole ab insaa.n hamaarii ham-sarii karne lagaa
Hilal Sivharvi
Sher
junuu.n ye aur ba.Dhegaa to rang laa.egaa
ye aadmii kabhii kutte ko kaaT khaa.egaa
Dilawar Figar
Sher
us shaKHs par bhii shahr ke kutte jhapaT pa.De
roTii uThaa rahaa thaa jo kachre ke Dher se
Arif Shafiq
Sher
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Sher
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Sher
ishq ke sho.ale ko bha.Dkaa.o ki kuchh raat kaTe
dil ke a.ngaare ko dahkaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Sher
chal diye suu-e-haram kuu-e-butaa.n se 'momin'
jab diyaa ranj buto.n ne to KHudaa yaad aayaa
Momin Khan Momin
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
na chaaraagar kii zaruurat na kuchh davaa kii hai
du.aa ko haath uThaa.o ki Gam kii raat kaTe
Rajendera Krishan
Sher
vo ja.ngalo.n me.n daraKHto.n pe kuudte phirnaa
buraa bahut thaa magar aaj se to behtar thaa
Mohammad Alvi
Sher
'momin' KHudaa ke vaaste aisaa makaa.n na chho.D
dozaKH me.n Daal KHuld ko kuu-e-butaa.n na chho.D
Momin Khan Momin
Sher
aadam se baaG-e-KHuld chhuTaa ham se kuu-e-yaar
vo ibtidaa-e-ra.nj hai ye intihaa-e-ra.nj
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
Amir Usmani
Sher
mai.n jin ko baat karnaa ai 'mus.hafii' sikhaayaa
har baat me.n vo merii ab baat kaaTte hai.n