SEARCH RESULTS
Showing search results for "kyuu.nki"
Sher MATCHES FOR "kyuu.nki"
Sher
bolte rahnaa kyuu.nki tumhaarii baato.n se
lafzo.n kaa ye bahtaa dariyaa achchhaa lagtaa hai
Unknown
Sher
gumaa.n na kyuu.nki karuu.n tujh pe dil churaane kaa
jhukaa ke aa.nkh sabab kyaa hai muskuraane kaa
Mamnoon Nizamuddin
Sher
sahv aur sukr me.n rahte hai.n tabhii to fuqaraa
kyuu.nki aalam hai ajab be-KHabarii kaa aalam
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Meer Hasan
Sher
shaiKH-jii kyuu.nki ma.aasii se bache.n ham ki gunaah
irs hai apnii ham aadam ke agar pote hai.n
Qayem Chaandpuri
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Meer Hasan
Sher
chaahiye aadmii ho baar-e-ta.alluq se barii
kyuu.nki begaano.n ke yaa.n bojh ko KHar Dhote hai.n
Qayem Chaandpuri
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
KHudaa ke baad use mujh pe maan thaa kyuu.nki
KHudaa ke baad use mai.n hii pyaar kartaa thaa
Haseebul Hasan
Sher
ho guftuguu hamaarii aur ab us kii kyuu.nki aah
us ke dahaa.n nahii.n to hamaarii zabaa.n nahii.n
Shah Naseer
Sher
Shah Naseer
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
havas ham paar hoe.n kyuu.nki dariyaa-e-mohabbat se
qazaa ne baadbaan-e-kashtii-e-tadbiir ko to.Daa
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Sher
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa