SEARCH RESULTS
Showing search results for "la.dkha.daa.e"
Sher MATCHES FOR "la.dkha.daa.e"
Sher
jo la.Dkha.Daa.e qadam mai-kade me.n masto.n ke
baGal me.n hazrat-e-naaseh the ba.Dh ke thaam liyaa
Mubarak Azimabadi
Sher
khulii fazaa me.n agar la.Dkha.Daa ke chal na sake.n
to zahr piinaa hai behtar sharaab piine se
Shahzad Ahmad
Sher
Ehteram Islam
Sher
Wamiq Jaunpuri
Sher
sambhal ke chalne kaa saaraa Guruur TuuT gayaa
ik aisii baat kahii us ne la.Dkha.Daate hu.e
Azhar Inayati
Sher
jo chal pa.De the azm-e-safar le ke thak ga.e
jo la.Dkha.Daa rahe the vo manzil pe aa.e hai.n
Hairat Saharvardi
Sher
chashm-e-mast us kii yaad aane lagii
phir zabaa.n merii la.Dkha.Daane lagii
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Sher
pa.D ga.ii kyaa nigah-e-mast tire saaqii kii
la.Dkha.Daate hu.e mai-KHvaar chale aate hai.n
Taashshuq Lakhnavi
Sher
tumhaarii bazm kii yuu.n aabruu ba.Dhaa ke chale
piye baGair hii ham paa.nv la.Dkha.Daa ke chale