SEARCH RESULTS
Showing search results for "laa-budii"
Sher MATCHES FOR "laa-budii"
Sher
laa-makaa.n hai vaaste un kii maqaam-e-buud-o-baash
go ba-zaahir kahne ko kalkatta aur lahore hai
Shah Aasim
Sher
ik ba.Dii ja.ng la.D rahaa huu.n mai.n
ha.ns ke tujh se bichha.D rahaa huu.n mai.n
Iftikhar Raghib
Sher
uThaa suraahii ye shiisha vo jaam le saaqii
phir is ke baad KHudaa kaa bhii naam le saaqii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Sher
shoKHii shabaab husn tabassum hayaa ke saath
dil le liyaa hai aap ne kis kis adaa ke saath
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Sher
tumhaare dard se le kar hamaare aa.nsuu tak
ba.Dii taviil kahaanii hai aag paanii kii
Shakeel Azmi
Sher
phir is ke baad hame.n tishnagii rahe na rahe
kuchh aur der muravvat se kaam le saaqii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Sher
vaqt-be-vaqt ba.Dii duur chalaa jaataa huu.n
chand TuuTe hu.e KHvaabo.n kaa sahaaraa le kar
Sakib Mazeed
Sher
justujuu un kii dar-e-Gair pe le aa.ii hai
ab KHudaa jaane kahaa.n tak mirii rusvaa.ii hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Sher
dam kaa aanaa to ba.Dii baat hai lab par 'aarif'
zo.af ne harf-e-shikaayat kabhii aane na diyaa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Sher
mai.n haath jo.Dtaa huu.n ba.Dii der se huzuur
lag jaa.iye gale se ab inkaar ho chukaa