SEARCH RESULTS
Showing search results for "laa-yanhal"
Sher MATCHES FOR "laa-yanhal"
Sher
yahaa.n ko.ii na jii sakaa na jii sakegaa hosh me.n
miTaa de naam hosh kaa sharaab laa sharaab laa
Madan pal
Sher
udaasii khii.nch laa.ii hai yahaa.n tak
mai.n aa.nsuu thaa samundar me.n pa.Daa huu.n
Anjum Saleemi
Sher
Afzal Khan
Sher
tum apnaa dariyaa yahaa.n se sameT lo varna
hamaarii pyaas kii garmii use jalaa degii
Jamal Abbas Fahmi
Sher
khii.nch laa.ii hai yahaa.n lazzat-e-aazaar mujhe
jahaa.n paanii na mile aaj vahaa.n maar mujhe
Zafar Iqbal
Sher
ye havaa saare charaaGo.n ko u.Daa le jaa.egii
raat Dhalne tak yahaa.n sab kuchh dhu.aa.n ho jaa.egaa
Naseer Turabi
Sher
yahaa.n na mai.n huu.n na tuu hai na ko.ii shahnaa.ii
pahu.nch ga.ii hai tirii aarzuu kahaa.n le kar
Hasan Tahir
Sher
maa.ngne ko to yahaa.n apne sivaa kuchh bhii na thaa
lab pe aataa bhii agar harf-e-du.aa kyaa karte
Tanveer Ahmad Alvi
Sher
Hammad Hasan
Sher
agar badal na diyaa aadmii ne duniyaa ko
to jaan lo ki yahaa.n aadmii kii KHair nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Sher
jab ki le zulf tirii mus.haf-e-ruKH kaa bosa
phir yahaa.n farq ho hinduu o musalmaan me.n kyaa
Shah Naseer
Sher
Waliullah Muhib
Sher
Raaz Allahabadi
Sher
javaab is savaal kaa bhii de zaraa mujhe
u.Daa ke laa.ii hai yahaa.n pe kyuu.n havaa mujhe