SEARCH RESULTS
Showing search results for "laatii"
Sher MATCHES FOR "laatii"
Sher
Syed Gulam Mohammad Mast Kalkattvi
Sher
tumhe.n hamesha zaruurat paka.D ke laatii hai
kabhii to aa.o mire ghar mire havaale se
Dr. Yasin Aatir
Sher
Aasi Ghazipuri
Sher
Jalal Lakhnavi
Sher
Ahmad Wasi
Sher
dekhiye laatii hai us shoKH kii naKHvat kyaa ra.ng
us kii har baat pe ham naam-e-KHudaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Sher
ye raat aisii havaa.e.n kahaa.n se laatii hai
ki KHvaab phuulte hai.n aur zaKHm phalte hai.n
Ashfaq Amir
Sher
khii.nch laatii hai samundar se jaziire sar-e-aab
jab mirii aa.nkh ko manzar kii tamanna ho jaa.e
Idris Azad
Sher
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
Sher
Gam aur KHushii me.n farq na mahsuus ho jahaa.n
mai.n dil ko us maqaam pe laataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Sher
Asrarul Haq Majaz
Sher
tuu kahaanii hii ke parde me.n bhalii lagtii hai
zindagii terii haqiiqat nahii.n dekhii jaatii