SEARCH RESULTS
Showing search results for "maalo.n"
Sher MATCHES FOR "maalo.n"
Sher
Ahmad Faraz
Sher
jo log maut ko zaalim qaraar dete hai.n
KHudaa milaa.e unhe.n zindagii ke maaro.n se
Nazeer Siddiqui
Sher
Ishrat Afreen
Sher
ham ishq ke maaro.n kaa itnaa hii fasaanaa hai
rone ko nahii.n ko.ii ha.nsne ko zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Sher
Abbas Tabish
Sher
Jameel Mazhari
Sher
Hammad Niyazi
Sher
chho.D ke maal-o-daulat saarii duniyaa me.n apnii
KHaalii haath guzar jaate hai.n kaise kaise log
Akbar Hyderabadi
Sher
ab itr bhii malo to takalluf kii buu kahaa.n
vo din havaa hu.e jo pasiina gulaab thaa
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
mahlo.n me.n ham ne kitne sitaare sajaa diye
lekin zamii.n se chaa.nd bahut duur ho gayaa
Bashir Badr
Sher
kaarvaa.n jin kaa luTaa raah me.n aazaadii kii
qaum kaa mulk kaa un dard ke maaro.n ko salaam
Bano Tahira Sayeed
Sher
shaayad bataa diyaa thaa kisii ne miraa pata
miilo.n mirii talaash me.n rasta nikal gayaa
Bharat Bhushan Pant
Sher
nazar utaartii hai.n vaqt vaqt par merii
milii hai.n maa.o.n ko biinaa.iyaa.n ajiib-o-Gariib
Ehya Bhojpuri
Sher
ishq ke maaro.n ko aadaab kahaa.n aate hai.n
tere kuuche me.n chale aa.e ijaazat ke baGair
Zia Zameer
Sher
zamaana ishq ke maaro.n ko maat kyaa degaa
dilo.n ke khel me.n ye jiit haar kuchh bhii nahii.n
Akhtar Saeed Khan
Sher
Farhat Abbas
Sher
meraa ma.ashuuq hai mazo.n me.n bharaa
kabhuu miiThaa kabhuu salonaa hai