SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahvash"
Sher MATCHES FOR "mahvash"
Sher
aataa hai jii me.n saaqi-e-mah-vash pe baar baar
lab chuum luu.n tiraa lab-e-paimaana chho.D kar
Jaleel Manikpuri
Sher
ab vo zamaana aa.egaa mahvash kamaa.e.nge
aur mard ghar pe baiTh ke khaanaa pakaa.e.nge
Saghar Khayyami
Sher
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Sher
fikr-e-ma.aash ishq-e-butaa.n yaad-e-raftagaa.n
is zindagii me.n ab ko.ii kyaa kyaa kiyaa kare
Mohammad Rafi Sauda
Sher
is Duubte suuraj se to ummiid hii kyaa thii
ha.ns ha.ns ke sitaaro.n ne bhii dil to.D diyaa hai
Mahesh Chandra Naqsh
Sher
Mahwar Sirsivi
Sher
fikr-e-ma.aash maatam-e-dil aur KHayaal-e-yaar
tum sab se ma.azarat ki tabii.at udaas hai
Javed Iqbal
Sher
ye anjuman ye qahqahe ye mahvasho.n kii bhii.D
phir bhii udaas phir bhii akelii hai zindagii
Naqsh Layalpuri
Sher
apnii hii zaat ke mahbas me.n samaane se uThaa
dard ehsaas kaa siine me.n dabaane se uThaa
Obaidur Rahman
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
mire fusuu.n ne dikhaa.ii hai tere ruKH kii sahar
mire junuu.n ne banaa.ii hai tere zulf kii shaam
Maikash Akbarabadi
Sher
haal kah dete hai.n naazuk se ishaare akasr
kitnii KHaamosh nigaaho.n kii zabaa.n hotii hai
Mahesh Chandra Naqsh
Sher
Unknown
Sher
Mahesh Janib
Sher
pahu.nch hii jaa.egaa ye haath terii zulfo.n tak
yuu.nhii junuu.n kaa agar silsila daraaz rahaa
Maikash Akbarabadi
Sher
taskiin de sake.nge na jaam-o-subuu mujhe
bechain kar rahii hai tirii aarzuu mujhe