SEARCH RESULTS
Showing search results for "matvaalii"
Sher MATCHES FOR "matvaalii"
Sher
Mumtaz Gurmani
Sher
dil me.n chaahat hai jo us saa.nvlii matvaalii kii
go musalmaan huu.n bol uThtaa huu.n jai kaalii kii
Unknown
Sher
ko.ii matvaalii ghaTaa thii ki javaanii kii uma.ng
jii bahaa le gayaa barsaat kaa pahlaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Sher
jis kii adaa adaa pe ho insaaniyat ko naaz
mil jaa.e kaash aisaa bashar Dhuu.nDte hai.n ham
Ajiz Matvi
Sher
'aKHtar' guzarte lamho.n kii aahaT pe yuu.n na chau.nk
is maatamii juluus me.n ik zindagii bhii hai
Akhtar Hoshiyarpuri
Sher
na.ii fazaa ke parinde hai.n kitne matvaale
ki baal-o-par se bhii pahle u.Daan maa.ngte hai.n
Manzoor Hashmi
Sher
jamhuuriyat kaa dars agar chaahte hai.n aap
ko.ii bhii saaya-daar shajar dekh liijiye
Ajiz Matvi
Sher
umiid kaa ye rang hai hujuum-e-ra.nj-o-yaas me.n
ki jis tarah ko.ii hasii.n ho maatamii libaas me.n
Bekhud Mohani
Sher
sitam ye hai vo kabhii bhuul kar nahii.n aayaa
tamaam umr rahaa jis kaa intizaar mujhe
Ajiz Matvi
Sher
Ajiz Matvi
Sher
ek ham hai.n ham ne kashtii Daal dii gardaab me.n
ek tum ho Darte ho aate hu.e saahil ke paas
Ajiz Matvi
Sher
insaan haadsaat se kitnaa qariib hai
tuu bhii zaraa nikal ke kabhii apne ghar se dekh
Ajiz Matvi
Sher
muntazir huu.n mai.n kafan baa.ndh ke sar se 'aajiz'
saamne se ko.ii KHanjar nahii.n aayaa ab tak
Ajiz Matvi
Sher
ho bijliyo.n kaa mujh se jahaa.n par muqaabla
yaa-rab vahii.n chaman me.n mujhe aashiyaana de