SEARCH RESULTS
Showing search results for "maujuud"
Sher MATCHES FOR "maujuud"
Sher
tuu agar paas nahii.n hai kahii.n maujuud to hai
tere hone se ba.De kaam hamaare nikle
Ahmad Mushtaq
Sher
hazaar chehre hai.n maujuud aadmii Gaa.eb
ye kis KHaraabe me.n duniyaa ne laa ke chho.D diyaa
Shahzad Ahmad
Sher
Munawwar Rana
Sher
mai.n to thaa maujuud kitaab ke lafzo.n me.n
vo hii shaayad mujh ko pa.Dhnaa bhuul gayaa
Krishna Kumar Toor
Sher
Bhartendu Harishchandra
Sher
kyuu.n girafta-dil nazar aatii hai ai shaam-e-firaaq
ham jo tere naaz uThaane ke liye maujuud hai.n
Sarvat Husain
Sher
us kii album me.n to tasviir mirii hai maujuud
us ne tasviir ko siine se lagaayaa na kabhii
Javed Jamil
Sher
ham aap hii ko apnaa maqsuud jaante hai.n
apne sivaa.e kis ko maujuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Sher
dard zanjiir kii suurat hai dilo.n me.n maujuud
is se pahle to kabhii is ke ye pairaa.e na the
Afzal Minhas
Sher
Aftab Hussain
Sher
havaa ke haath pe chhaale hai.n aaj tak maujuud
mire charaaG kii lau me.n kamaal aisaa thaa
Ahmad Khayal
Sher
har ek jism me.n maujuud hasht-paa kii tarah
vabaa kaa KHauf hai KHud bhii kisii vabaa kii tarah