SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazhar husain sayed"
Sher MATCHES FOR "mazhar husain sayed"
Sher
tum ko jiine ke bhii aate nahii.n atvaar magar
ham ko marne ke bhii me'yaar samajh aate hai.n
Saddam Husain Muzmar
Sher
ham jis pe mar rahe hai.n vo hai baat hii kuchh aur
aalam me.n tujh se laakh sahii tuu magar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Sher
ham me.n hii aalam-e-akbar hu.e go jurm-e-saGiir
maz.har-e-jalva-e-haq hazrat-e-insaa.n hai.n ham
Meer Hasan
Sher
raazii hai.n ham ki dost se ho dushmanii magar
dushman ko ham se dost banaayaa na jaa.egaa
Altaf Hussain Hali
Sher
Ghulam Husain Sajid
Sher
idhar to dard kaa pyaala chhalakne vaalaa hai
magar vo kahte hai.n ye daastaan kuchh kam hai
Manzar Bhopali
Sher
agar ho.n goyaa to phir be-takaan bolte hai.n
magar ye log lahuu kii zabaan bolte hai.n
Ahmad Husain Mujahid
Sher
kisii ke kam hai.n kisii ke bahut magar zaahid
gunaah karne ko kyaa paarsaa nahii.n karte
Muztar Khairabadi
Sher
Ghulam Husain Sajid
Sher
Ghulam Husain Sajid
Sher
kaise be-rahm hai.n sayyaad ilaahii tauba
mausam-e-gul me.n mujhe kaaT ke par rakhte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
Arif Abdul Mateen
Sher
tafriiq husn-o-ishq ke andaaz me.n na ho
lafzo.n me.n farq ho magar aavaaz me.n na ho