SEARCH RESULTS
Showing search results for "mujhe khani h"
Sher MATCHES FOR "mujhe khani h"
Sher
Afzal Khan
Sher
ye nukta ik qissa-go ne mujh ko samjhaayaa
har kirdaar ke andar ek kahaanii hotii hai
Afzal Khan
Sher
sanam-KHaana jaataa huu.n tuu mujh ko naahaq
na bahkaa na bahkaa na bahkaa na bahkaa
Insha Allah Khan Insha
Sher
dard-e-sar hai terii sab pand-o-nasiihat naaseh
chho.D de mujh ko KHudaa par na kar ab sar KHaalii
Mardan Ali Khan Rana
Sher
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Sher
Dhai jaane kaa kuchh ghar ke mujhe Gam nahii.n itnaa
is KHaana-KHaraabii ne havaa-daar to rakkhaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Qaisar Nizami
Sher
Amn Lakhnavi
Sher
lambii hai bahut aaj kii shab jaagne vaalo
aur yaad mujhe ko.ii kahaanii bhii nahii.n hai
Sarfaraz Khalid
Sher
purkho.n se chalii aatii hai ye naql-e-makaanii
ab mujh se bhii KHaalii miraa ghar hone lagaa hai
Ghulam Murtaza Rahi
Sher
yuu.nhii buniyaad kaa darja nahii.n miltaa kisii ko
kha.Dii kii jaa.egii mujh par abhii diivaar ko.ii
Ghulam Murtaza Rahi
Sher
mujh se mat bolo mai.n aaj bharaa baiThaa huu.n
cigarette ke dono.n paikeT bilkul KHaalii hai.n
Muzaffar Hanfi
Sher
Majrooh Sultanpuri
Sher
begam bhii hai.n kha.Dii hu.ii maidaan-e-hashr me.n
mujh se mire gunah kaa hisaab ai KHudaa na maa.ng
Hashim Azimabadi
Sher
usii ne mujh pe uThaa.e hai.n sang jis ke liye
mai.n paash paash hu.aa ghar nigaar-KHaana hu.aa
Naseer Turabi
Sher
Shamim Ravish
Sher
Naseem Bharat Puri
Sher
jaanib-e-ka.aba tuu kyuu.n le gayaa but-KHaane se
mujh se diivaane ko ai ishq na bahkaanaa thaa