SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhiyaa"
Sher MATCHES FOR "mukhiyaa"
Sher
Popular Meeruthi
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
jab se aayaa hai vo mukh.Daa nazar aa.iine ko
tab se apnii bhii nahii.n hai KHabar aa.iine ko
Majnoon Gorakhpuri
Sher
aasmaan aur zamii.n kaa hai tafaavut har-chand
ai sanam duur hii se chaa.nd saa mukh.Daa dikhlaa
Haidar Ali Aatish
Sher
jab mile do dil muKHil phir kaun hai
baiTh jaa.o KHud hayaa uTh jaa.egii
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
ajab nahii.n ki isii baat par la.Daa.ii ho
mu.aahida ye hu.aa hai ki ab la.De.nge nahii.n
Shahzad Ahmad
Sher
tuu muKHil jab se hu.aa hai mirii tanhaa.ii me.n
ai Gam-e-yaar mirii KHud se mulaaqaat ga.ii