SEARCH RESULTS
Showing search results for "multaanii"
Sher MATCHES FOR "multaanii"
Sher
sharaab band ho saaqii ke bas kii baat nahii.n
tamaam shahar hai do chaar das kii baat nahii.n
Asad Multani
Sher
thak thak ke tirii raah me.n yuu.n baiTh gayaa huu.n
goyaa ki bas ab mujh se safar ho nahii.n saktaa
Kashfi Multani
Sher
Kashfi Multani
Sher
asraar agar samjhe duniyaa kii har ik shai ke
KHud apnii haqiiqat se ye be-KHabarii kyuu.n hai
Asad Multani
Sher
'kashfii' ko ko.ii puuchhne aa.e to dosto
kahnaa ki chand sher sunaa kar chale ga.e
Kashfi Multani
Sher
naachtii hai jab tuu apne dilrubaa andaaz se
aafrii.n ke naGme uThte hai.n dilo.n ke saaz se
Kashfi Multani
Sher
Mansoor Multani
Sher
zamaana aayaa kuchh aisaa ki ab to har ghar me.n
laTak rahii hai masarrat naziir kii tasviir
Kashfi Multani
Sher
rahe.n na ri.nd ye zaahid ke bas kii baat nahii.n
tamaam shahr hai do-chaar das kii baat nahii.n
Asad Multani
Sher
Kashfi Multani
Sher
hai KHushii apnii vahii jo kuchh KHushii hai aap kii
hai vahii manzuur jo kuchh aap ko manzuur ho
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sher
KHud rahm kiijiye dil-e-ummiid-vaar par
aaphii nikaaliye ko.ii suurat nibaah kii
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sher
yuu.n intizaar-e-yaar me.n ham umr bhar rahe
jaise nazar Gariib kii allaah par rahe
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sher
bosa jo maa.ngaa bazm me.n farmaayaa yaar ne
ye din dahaa.De aa.e hai.n pag.Dii utaarne