SEARCH RESULTS
Showing search results for "muu-e-tan"
Sher MATCHES FOR "muu-e-tan"
Sher
naav kaaGaz kii tan-e-KHaakii-e-insaa.n samjho
Garq ho jaa.e.ngii chhii.nTaa jo pa.Daa paanii kaa
Kalb-e-husain Nadir
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Gazab hai ruuh se is jaama-e-tan kaa judaa honaa
libaas-e-ta.ng hai utregaa aaKHir dhajjiyaa.n ho kar
Khwaja Mohammad Wazir
Sher
Ameer Minai
Sher
ai tan-parast jaama-e-suurat kasiif hai
bazm-e-huzuur-e-dost me.n kap.De badal ke chal
Bayan Meeruthi
Sher
naaKHudaa hai maut jo dam hai so hai baad-e-muraad
azm hai kashtii-e-tan ko bahr-e-hastii yaar kaa
Haidar Ali Aatish
Sher
libaas badle nahii.n ham ne mausamo.n kii tarah
ki zeb-e-tan jo kiyaa ek hii labaada kiyaa
Mohsin Zaidi
Sher
ronaa binaa-e-KHaana-KHaaraabii hai misl-e-sham.a
Tapke jo saqf-e-chashm ho to qasr-e-tan KHaraab
Imdad Ali Bahr
Sher
nazar kisii ko vo muu-e-kamar nahii.n aataa
ba-ra.ng-e-taar-e-nazar hai nazar nahii.n aataa