SEARCH RESULTS
Showing search results for "muvaafiqat"
Sher MATCHES FOR "muvaafiqat"
Sher
musaafirat kaa valvala siyaahato.n kaa mashGala
jo tum me.n kuchh ziyaada hai safar karo safar karo
Akbar Hyderabadi
Sher
ajab safar thaa ajab-tar musaafirat merii
zamii.n shuruu hu.ii aur mai.n tamaam hu.aa
Ahmad Javaid
Sher
Musavvir Sabzwari
Sher
mauj-e-dariyaa se balaa kii chaahiye kashtii mujhe
ho jo bilkul naa-muvaafiq vo havaa paidaa karuu.n
Taashshuq Lakhnavi
Sher
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Sher
muvaafaqat kare kyuu.n mai-kasho.n satii zaahid
idhar sharaab udhar masjid-o-musallaa hai
Siraj Aurangabadi
Sher
KHirad kii aag me.n sadiyo.n jale badan lekin
dil-o-dimaaG se buu-e-munaafirat na ga.ii
Aqeel Shadab
Sher
muvaafaqat ho jo taal.e kii us kii majlis me.n
to ham bhii qahr hai.n jis tis se saaz karne ko